Tujhse Naraj Nahin Zindagi - Instrumental Music of a Hindi Song from the Movie Masoom

Instrumental music of a Hindi song from a 1983 movie titled Masoom. Lyricist was Gulzar. Music Director: RD Barman. Singer: Anup Ghosal.

English Transliteration

Tujhse Naaraaz Nahiin Zindagi
Hairaan Hoon Main
O Hairaan Huun Main
Tere Masum Sawaalon Se Pareshaan Hoon Main
O Pareshaan Hoon Main

Jeene Ke Liye Sochaa Hi Nahi
Dard Sambhaalane Honge

Jeene Ke Liye Sochaa Hi Nahi
Dard Sambhaalane Honge

Muskuraaye To, Muskuraane Ke Karz Utarne Honge
Muskuraauun Kabhii To Lagataa Hai
Jaise Honthon Pe Karz Rakhaa Hai

Ho Tujhse Naaraaz Nahiin Zindagi
Hairaan Hoon Main
O Hairaan Huun Main

[Zindagii Tere Gam Ne Hamein
Rishte Naye Samajhaaye ]2

Mile Jo Hamein Dhoop Mein Mile
Chaanv Ke Thande Saaye

Ho Tujhse Naaraaz Nahin Zindagi
Hairaan Hoon Main
O Hairaan Huun Main

Aaj Agar Bhar Aai Hain
Boondein Baras Jaayengi
Kal Kyaa Pataa Inke Liye
Aankhein Taras Jaayengi
Jaane Kab Gum Kahaan Khoyaa
Ek Ansuun Chhupaake Rakhaa Thaa

Ho Tujhse Naaraaz Nahin Zindagi
Hairaan Hoon Main
O Hairaan Huun Main

Tere Masum Sawaalon Se Pareshaan Hoon Main
O Pareshaan Hoon Main


English Translation (Source: www.hindilyrics.net/translation-Mas…hi-Zindagi.html)


tujhse naaraz nahin zindagi hairan hoon main
I am not upset with you, life.. I am astonished

tere masoom sawaalon se pareshan hoon main
I am distressed by your innocent questions

jeene ke liye sochaa hi nahin dard sambhaalne honge
I did not think that in order to live, I would have to take care of woes...

muskuraye to muskurane ke karz utaarne honge
To smile, I would have to take on the debt of smiling

muskuraye jo kabhi to lagta hai jaise hothon pe karz rakha hai
If I were to smile, it seems that I would have to incure this debt upon my lips

aankh agar bhar aai hain boondein baras jayengi
Today, if my eyes fill with tears, then they will fall...

kal kya pata kis ke liye aankhen taras jayengi
Who knows whom these eyes will wait for tomorrow...

jaane kahan gum hua kahan kho gaya
Who knows where I lost...

ek aansoo chhupa ke rakha tha
The one tear I had kept hidden...

zindagi tere gham ne hume rishte naye samjhaye
Life, your sorrows have taught us new bonds...

dhoop mein mile jo bhi mile pyar ke thande saaye...
Whomever you shall meet in the sunlight, you will feel the cool shade of love...

Comments